Monday, August 07, 2006

Learn Hindi Through English

English-Hindi


I- Mein
He- Woh / Usne
She- Woh
You- Tum / Aap (respect)
It- Yeh
A- Ek
Come- Aao / Aaiye (respect)
Came- Aaya ( he) / Aayee (she) / Aaye (plural)
Will come- Aayega (he) / Aayegi (she) / Aayenge ( plural)
Open- Kholo / Kholiye (respect) / Kholna
Opened- Khola
Will open- Kholega (he) / Kholegi (she) / Kholenge (plural)
Sit- Baitho / Baithiye (respect) / Baithna ( to sit)
Walk- Chalo / Chaliye ( respect) / Chalna (to walk)
Eat- Khao / Khaiye (respect)/ Khana (to eat)
Drink- Piyo / Peejiye (respect) / Peena (to drink)
Win- Jeetna(to win)
Go- Jaao / Jaaiye (respect) / Jaana (to go)
Run- Daudna
I go- Mein jaata hoon
He goes- Woh jaata hai
He eats an apple- Woh sev khaata hai
He is eating an apple- Woh sev khaa raha hai
He ate an apple- Usne sev khaya
I saw the film last week- Meine pichhle saftah film dekhi
She came by bus yesterday- Woh kal bus se aayee
They went to the temple- Ve mandir gaye
He slept the whole night- Woh raat bhar soya
He wrote well in the examination- Usne exam achcha likha
He has eaten- Usne khaa liya
He had eaten- Usne khaa liya tha
He had gone- Woh chala gaya tha

He had come- Woh aaya tha
He will eat- Woh khaayega
He will go- Woh jaayega
He will come- Woh aayega
What is your name?- Tumhara /Aapka naam kya hai ?
What- Kya
Is- Hai / Hein (respect)
Your- Tumhara / Aapka (respect)
Name- Naam
What did you do?- Tumne / Aapne (respect) kya kiya ?
What should I do?- Mein kya karoon ?
What can I do- Mein kya kar sakta hoon ?
What are the questions?- Kya sawal hein ?
What were the questions?- Kya sawal the ?
What is the last question?- Aakhiri sawal kya hai ?
What is written in the letter?- Khat mein kya likha hai ?
What you had been told?- Tumhein kya kaha gaya tha ?
What will be the answer?- Jawab kya hoga ?
Why did you come?- Tum / Aap kyon aaye ?
Why did you sleep?- Tum / Aap kyon soye ?
Why did you tell him to go?- Tumne use jaane ko kyon kaha ?
Why did he bring the bag?- Woh bag kyon laya ?
Why did she pay the money?- Usne paisa kyon diya ?
Why did they sit there?- Ve wahan kyon baithe the ?
Why do you drive the car?- Tum / aap car kyon chalate ho ?
Why did they come late for the meeting?- Ve meeting ke liye deri se kyon aaye ?
How did you come?- Tum / aap kaise aaye ?
How did you sleep?- Tum kaise soye ?
How did you drive the car ?- Tumne car kaise chalayee ?
How did you write?- Tumne kaise likha ?
How many apples are there in my hand?- Mere haath mein kitne sev hein ?
How many did you take?- Tumne kitne liye ?
How much did he pay you?- Usne tumhen kitna paisa diya ?
How much distance to go?- Aur kitni door jana hai ?
How was the journey yesterday?- Kal ki yatra kaisi thi ?
Which way did you come?- Tum / Aap kis raaste se aaye ?
Which is your favourite colour?- Tumhara /Aapka pasandida rang kaun sa hai?
In which room did you sleep?- Tum / Aap kaunse kamre mein soye ?
Which story did you tell?- Tumne kaunsi kahani batayee ?
Which is the sweetest fruit?- Sabse meetha fal kaunsa hai ?
Which is the best newspaper in Hindi?- Hindi mein sabse achcha newspaper kaunsa hai ?
Which Indian state has the largest population?- Kis bharatiya rajya ki jansankhya sabse jyada hai ?
Where are you coming from?- Aap / tum kahan se aa rahe ho ?
Where did you sleep?- Tum kahan soye ?
Where is the manager’s cabin?- Manager ka cabin kahan hai ?
Where should I go?- Mujhe kahan jaana chahiye ?
Is it a book?- Kya yeh kitab hai ?
Yes, it is a book- Haan, yeh kitab hai
Is it the answer?- Kya yeh jawab hai?
Yes, it is the answer- Haan yehi jawab hai.
Will you come with me?- Kya tum mere saath aaoge ?
I shall come with you.- Mein tumhare saath aaunga.
Will you give me your pen?- Kya tum mujhe apna pen doge ?
Yes, of course.- Haan, zaroor
Do you love me ?- Kya tum mujhe pyar karte ho ?
Yes, I love you.- Haan mein tumhein pyaar karta (m) / karti(f) hoon
Can you give me your pen?- Kya tum mujhe apna pen de sakte ho?
Can you lift the box?- Kya tum box utha sakte ho ?
Can you write the exam?- Kya tum pariksha likh sakte ho ?
Did you have your lunch?- Kya tumne dopehar ka khana khaya ?
How are you?- Tum kaise ho / Aap kaise hain ?
I am fine- Main achha hoon

0 Comments:

Post a Comment

<< Home